|
" Thikana " " Mujhko bhi insan banaana aa gaya, Patthar-dili ko aajmaana aa gaya"" Maine Hanskar har kisi se baat kya kar li, Log kahte hain mujhe baaten banaana aa gaya"" Dosti main umrabhar jisne nibhayi ranjishen, Log kahte hain use Ranjish Nibhaana aa gaya"" Dekh main bhi ho gayaa hun dar-ba-dar udtaa bhanvar, Mjhkko bhi tere shahar main aana jaana aa gaya."" Ab mera, logo, khuda banne main koi shaq nahin, Mujhko haathon se khuda ka but banaana aagya."" Ab bhi kaayam hain dilon main chand lambi dooriyan, Log kahte hain abhi mera thikaana aa gaya" |